Gaadi Bula Rahi Hai Song from the Movie Dost (1974)
Song: Gaadi Bula Rahi Ha
Movie: Dost (1974)
Singers: Kishore Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant-Pyarelal
Movie: Dost (1974)
Singers: Kishore Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant-Pyarelal
Gaadi Bula Rahi Hai Lyrics
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Siti bajaa rahi hai
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Chalna hi zindagi hai,
Chalti hi jaa rahi hai
Siti bajaa rahi hai
Chalna hi zindagi hai,
Chalti hi jaa rahi hai
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Siti bajaa rahi hai
Dekho woh rail, bachchon ka khel,
Sikho sabak jawanon
Sikho sabak jawanon
Dekho woh rail, bachchon ka khel,
Sikho sabak jawanon
Sar pe hai bojh, seene mein aag,
Lab par dhuaan hai jaano
Phir bhi ye gaa rahi hai,
Nagmein suna rahi hai
Sikho sabak jawanon
Sar pe hai bojh, seene mein aag,
Lab par dhuaan hai jaano
Phir bhi ye gaa rahi hai,
Nagmein suna rahi hai
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Siti bajaa rahi hai
Aage toofaan, pichhe barsaat,
Upar gagan mein bijli
Upar gagan mein bijli
Aage toofaan, pichhe barsaat,
Upar gagan mein bijli
Soche na baat, din ho ke raat,
Signal hua ke nikli
dekho woh aa rahi Hai, dekho woh jaa rahi hai
Upar gagan mein bijli
Soche na baat, din ho ke raat,
Signal hua ke nikli
dekho woh aa rahi Hai, dekho woh jaa rahi hai
Aate hain log, jaate hain log,
Paani mein jaise rele
Paani mein jaise rele
Aate hain log, jaate hain log,
Paani mein jaise rele
Jaane ke baad, aate hain yaad,
Guzre hue woh mele
YaadeN mita rahi hai, yaaden bana rahi hai
Paani mein jaise rele
Jaane ke baad, aate hain yaad,
Guzre hue woh mele
YaadeN mita rahi hai, yaaden bana rahi hai
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Siti bajaa rahi hai
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Gaadi ko dekh, kaisi hai nek,
Achcha bura na dekhe
Achcha bura na dekhe
Gaadi ko dekh, kaisi hai nek,
Achcha bura na dekhe
Sab hain sawaar, dushman ke yaar,
Sabko chali ye leke
Jinaa sikhaa rahi hai, marna sikhaa rahi hai
Achcha bura na dekhe
Sab hain sawaar, dushman ke yaar,
Sabko chali ye leke
Jinaa sikhaa rahi hai, marna sikhaa rahi hai
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Siti bajaa rahi hai
Gaadi kaa naam, naa kar badanaam,
Patri pe rakh ke sar ko
Patri pe rakh ke sar ko
Gaadi kaa naam, naa kar badanaam,
Patri pe rakh ke sar ko
Himmat na haar, kar intezaar,
Aa laut jaaein ghar ko
Ye raat jaa rahi hai, woh subah aa rahi hai
Patri pe rakh ke sar ko
Himmat na haar, kar intezaar,
Aa laut jaaein ghar ko
Ye raat jaa rahi hai, woh subah aa rahi hai
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Siti bajaa rahi hai
Sun ye paigaam, ye hai sangraam,
Jivan nahin hai sapna
Jivan nahin hai sapna
Sun ye paigaam, ye hai sangraam,
Jivan nahin hai sapna
dariyaa ko faand, parvat ko cheer,
Kaam hai ye uska apna
Neendein udaa rahi hai, jaago jagaa rahi hai
Jivan nahin hai sapna
dariyaa ko faand, parvat ko cheer,
Kaam hai ye uska apna
Neendein udaa rahi hai, jaago jagaa rahi hai
Gaadi bula rahi hai,
Siti bajaa rahi hai
Siti bajaa rahi hai
Boomark Us To Get An Easy Access To All the Latest Songs and Music Lyrics