Ads 468x60px

.

Receive all updates via Facebook. Just Click the Like Button Below

Powered By | Blogger widgets

Lamha Tera Mera-Zanjeer Lyrics

Movie / Album: Zanjeer - 2013
Singer: Waji Farouqui









Lamha Tera Mera Lyrics
















Tum aur hum
Jo saath hai
Khusnuma ehsaas hai
Sab kuch naya kyun Is tarah
Lagne lagaaa…
Hum aur tum
Yun paas hain
Zindagi kuch khaas hai
Ab mujh mein tu
Bas tu hi tu
Milne lagaaa…
Aaaa..
Kya hai yeh kya yeh pyaar hai,
Humko hua yeh pehli baar hai
Jo bhi hai tere saath hai
Yeh lamha tera mera…
Hum aur tum
Jo saath hai
Kya kahe kya baat hai
Jeene ki toh
Saari wajah
Banne laga…
Tum aur hum
Yun paas hai
Do dil aur ek saans hai
Har pal mein tu
Haan tu hi tu
Milne laga…
Kya hai yeh
Kya yeh pyaar hai
Humko hua pehli baar hai
Jo bhi hai tere saath hai
Yeh lamha tera mera
Aankhon nein pehna chehra tera
Dhadkan ne odhi khusboo teri
Woo oohoo
Aankhon nein pehna chehra tera
Dhadkan ne odhi khusboo teri
Jee rahi hun main har pal
Ab har pal aahat teri
Likh rahi hun mein mujhe bas chahat teri
Aisa asar hai tera
Yeh toh hai
Yeh toh pyaar hai
Humko hua yeh pehli baar hai
Jo bhi hai tere saath hai
Har lamha tera mera
Har lamha tera mera
Hum dono jaisa
Har lamha tera mera
deewano jaisa
Har lamha tera mera
Muhabron sa
Har lamha tera mera
Hum aur tum yun paas hai
Zindagi kuch khaas hai
Ab mujh mein tu bas tu hi tu
Milne laga
Tum aur hum
Yun paas hai
Do dil aur ek saans hai
Har pal mein tu
Haan tu hi tu
Milne laga
Kya hai yeh
Kya yeh pyaar hai
Humko hua pehli baar hai
Jo bhi hai tere saath hai
Yeh lamha tera mera
Kya hai yeh
Kya yeh pyaar hai
Humko hua pehli baar hai
Jo bhi hai tere saath hai
Yeh lamha tera mera

Like us on facebook

Boomark Us To Get An Easy Access To All the Latest Songs and Music Lyrics